Hazaron Kalimaat ke Badale Sirf ek Kalimah Hazrat Safiya (Razi Allahu taala anha) kahati hai keh ek martabah Sarkar-e-Madina (Sallalahu Alaihi Wasallam) mere pas tashreef laye us waqat mere pas Char(4) hazar guthaliyan padhi hue thin. My un se tasbeeh shumar kar rahi thi Sarkar (Sallalahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, yaqeenan thum ne in se tasbeeh padhi hai, kya my tume aise kalimaat na bataun jin ke zariye is se ziyadah tasbeeh padh sako? Farmati hain, my ne arz kiya, han kiyon nihi Huzur Tajdar-e-Madina (Sallalahu Alaihi Wasallam) ne farmaya kaho: Sub-hanalllahi Adada Khalqihi (Tarjuma: Allah ki paki Maqlooq ki ginti ke barabar) Note : Baraye Isale Sawab : Shere Karen